Here you will dive into the best badmashi shayari in Urdu, a vibrant collection of badmashi poetry and quotes that capture the bold, rebellious spirit of street-smart attitude. Infused with تیز wit and unapologetic swagger, these verses reflect the “badmash” archetype, blending defiance, humor, and social commentary. Perfect for fans of attitude poetry, this post offers a chance to read and download your favorite badmashi shayari in Urdu, including powerful 2-line gems that resonate with urban youth and lovers of audacious expression.
Badmashi Shayari For Boys
Jalne wale jalte rahein gay,
Yunhi tukddu par palte rahein gay,
Tum toh chodo tumhare baap se nahi rukhne wale,
Hum dariya hain yunhi rasta bana kar nikalte rahein gay.
Hum jante hain jo haqeeqat hai logo ki,
Kharab zamana nahi, Kharab niyat hai logo ki.
Ye badmashi hume na dikhao lala,
baap ne ijajat de di to
tumhe janazo se mulakaat kara sakte hai.
Zamana kuch bhi kahe
hum parwah nahi karte,
jisay zameer gawara na kare
usay hum salam nahi karte.
Aukat nahi zamane ki
ke hamein hara sake,
ab tak wo paida nahi hua
jo hamare muqably mei aa sake.
Hum badmasho ke bhi badmash hai,
Tu kis bhool mei ha beta.
Sher ki tarah jeena hamara kam ha,
kisi se darna hamara kam nahi.
Beta jhulay pay jhool lekin,
apni aukat mat bhool.
Galat kam karte nahi,
or kisi ke baap se darte nahi.
Kuch batein log boht jald bhool jatay hai,
un mei se ik unki auqat hoti ha.
kuch log ha jo haamri bat mante nahi
hum unke baap ke baap hai,
shayad wo ye bat jaante nahi.
Sher ki tarah jeena hamara kam ha,
kisi se darna hamara kam nahi.
Ak dost hai mera jo mere har dukh ko apne gale se laga leta hai,
Main aaina dekh kar muskura leta hoon,
Aur aaina mujhe dekh kar muskura leta hai.
Bazurgu se chale aa rhe hain Chand asool humare,
Hum badnasle ko dost,
Aur kamzoor ko dushman nahi rakhte.
Shareef hain shrafat se hain varna badmashi
mein hum bhi kam nahi,
Aur tu hum yaaru ki yaari tod de beta itna
toh tere baap mein bhi dam nahi hai.
Tum sikhao apne yaaru ko hathiyar chalana,
Humare yaar toh pehle se barud hain,
Aur haan mere bhai matter kaisa bhi ho,
Asani se sambhal lete hain,
Yaar mere na jigre wale hain.
Beta wo jigar jigar hi nahi jis mein dam nahi,
Badmash tum ho toh shareef hum hai nahi,
Aur muqabla humara o beta yeh wahim hai tumhara.
Shareef zaroor hain par darte kisi ke baap se nahi hain,
Marne se pehle soch lena mere yaar sochte nahi hain.
Meri khaamoshiyon ko kamajori na samajh,
in nigaahon se bach kar kidhar jayega,
abhi vakt hai khud hii sambhaal le khud ko,
vakt ke jaane ke baad tu bahut pachhataayega…
Jisko jo kehna hai kehne do,
apna kya jaata hai, ye
vakt – vakt kii baat hai,
aur vakt sabka aata hai.
Bola tha na ki entry bhale hi let hogii,
lekin subse great hogii,
jindagi jeete he hum shaan se,
tabhii to dushman jalte he humaare naam se…
Jo gurur aur rutba kal tha,
vo aaj bhii hai aur aage bhi rahega,
mera attitude koi calender nahi jo har saal badal jaayega.
Dushmano se hamari baat nahii hoti hai,
sher ke aage kutton kii aukaat nahi hoti hai.
Best Attitude shayari
Main to samjha do chaar hi honge,
tere shahar ka to har shakhs munaaphik nikla..!!
Chhote-mote khatre nahin,
bde bde jokhim jigar par jhelte hain,
aur hawabazi apni aukaat Walon ke sath karna,
kyunki tere jaise namune mere aangan mein ghumte hain.
Humaare baare mein jyada mat soch,
kyunki hum wahaan aate hain,
jahaan log soch mein kho jaate hain.
Vo mujhe jindagi jeene ka tarika bta rahe hai,
jinki aukaat mere attitude ke baraabar bhii nahin…..⚡☠
kal se ek hii kaam hoga humaara hii naam hoga,
aur dushmanon ka kaam tamaam hoga…!!
Vakt bura hai badal jayega,
lekin ye badle hue log hamesha
yaad rahenge..
Read More: Love Attitude Shayari 40+ Bold Hindi 2 Line Vibes to Ignite
Conclusion
Share these powerful Badmashi Shayari and Attitude Shayari on Instagram, WhatsApp, or X to amplify your vibe! Dive into more fiery content on our website or drop your own shayaris in the comments to show your tevar. Let these lines be your voice, owning the spotlight or inspiring others. Keep it fierce, keep it real, and tell the world: “Your attitude defines your story!” 😎🔥